Urdu poetry has great importance due to its ability to beautifully express feelings and emotions. It’s like a heartfelt conversation that resonates with people from various backgrounds. The simplicity and elegance of the Urdu language is adorned with rhythmic patterns for creating a unique artistic form for different genres.
Here we have gathered the attitude poetry in urdu 2 lines text. Through verses, poets articulate the highs and lows of life, capturing the essence of love, pain, and joy. The attitude shayari in urdu helps you to tell others about your personality despite differences but if Urdu is not your primary language then we do have collection of attitude poetry in English to share. It acts as a mirror reflecting societal values, serving as a medium for social messages, and voicing resistance against injustice. Let’s get into the blog.
- خوبصورتی سے دھوکہ نہ کھانا اے ابن آدم
تلوار کتنی بھی خوبصورت ہو مانگتی تو خون ہے- Khubsurti say dhoka na kahana aye Ibn-e-adam
Talwaar kitni bhi khubsurat hu mangti tw khoon hai .
- Khubsurti say dhoka na kahana aye Ibn-e-adam
- وقت لگے گا سنبھل جاؤں گا
“ٹھوکر سے گرا ہوں اپنی نظروں سے نہیں- Waqt Lage Ga Sambhal Jaon Ga
Thokar Se Gira Hun Apni Nazron Se Nahi
- Waqt Lage Ga Sambhal Jaon Ga
- آنکھ سے آنکھ ملانے کی قائل ہوں
“سر جھکانے کی توقع مجھ سے نہ کیجیئے- Aankh Se Aankh Milaane Ki Qaail Hon
Sr Jhukanay Ki Tawaqqa Mujh Se Nah Kijiye
- Aankh Se Aankh Milaane Ki Qaail Hon
- ہم سمندر ہیں ہمیں خاموش ہی رہنے دو
“ذرا سا مچل گئے تو پورا شہر لے ڈوبے گئے- Hum Samandar Hain Hamein Khamosh Hi Rehne Do
Zara Sa Machal Gaye To Poora Shehar Le Doobe Gaye
- Hum Samandar Hain Hamein Khamosh Hi Rehne Do
- شک تو تھا محبت میں نقصان ھو گا
“مگر یقین نہ تھا سارا ہمارا ہی ھو گا- Shak To Tha Mohabbat Mein Nuqsaan Ho Ga
Magar Yaqeen Nah Tha Sara Hamara Hi Ho Ga
- Shak To Tha Mohabbat Mein Nuqsaan Ho Ga
- کوئی نہ تھا دل میں اس کے سوا
“پھر بھی توڑ کر دیکھا اس نے۔- Koi Nah Tha Dil Mein Is Ke Siwa
Phir Bhi Toar Kar Dekha Is Ne
- Koi Nah Tha Dil Mein Is Ke Siwa
- میری تعریف کرے یا مجھے بدنام کرے
“جس نے جو بات کرنی ہے سرعام کرے- Meri Tareef Kere Ya Mujhe Badnaam Kere
Jis Ne Jo Baat Karni Hai Sareaam Kere
- Meri Tareef Kere Ya Mujhe Badnaam Kere
- آخری بار اپنی صفائی دیتا ہوں
“میں وہ نہیں جو دکھائی دیتا ہوں- Aakhri Baar Apni Safai Deta Hon
Mein Woh Nahi Jo Dikhayi Deta Hon
- Aakhri Baar Apni Safai Deta Hon
- دہشت پھیلانی ہے توشیر کی طرح پھیلاؤ
“ڈرانا تو کتے بھی جانتے ہیں- Dehshat phelani hai to shair ki tarah phelao
Drana to kutte bhi jantay hain
- Dehshat phelani hai to shair ki tarah phelao
- تم محبّت کی بات کرتے ہو صاحب
“ہم تو نفرت بھی کمال کی کرتے ہیں- Tum Mohabbat Ki Baat Karte Ho Sahib
Hum To Nafrat Bhi Kamaal Ki Karte Hain
- Tum Mohabbat Ki Baat Karte Ho Sahib
- جو لوگ ہمیں دیکھ کر جلتے ہیں”
“انہیں کہنا ابھی تو ہم سادگی سے چلتے ہیں- Jo Log Hamein Dekh Kar Jaltay Hain
Inhen Kehna Abhi To Hum Saadgi Se Chaltay Hain
- Jo Log Hamein Dekh Kar Jaltay Hain
- ہم کو آتا اگر شرمنده و رسوا کرنا”
“آپ کو تو ہم کہیں کا بھی نہ رہنے دیتے- Hum Ko Aata Agar Sherminda O Ruswa Karna
Aap Ko To Hum Kahin Ka Bhi Nah Rehne Dete
- Hum Ko Aata Agar Sherminda O Ruswa Karna
- پرکشش انداز ہے ہمار اصاحب”
“سادگی میں بھی بادشاہ لگتے ہیں- Purkashish Andaaz Hai Hamaara Shahib
Saadgi Mein Bhi Badshah Lagtay Hain
- Purkashish Andaaz Hai Hamaara Shahib
- روٹھا ہوا ہے مجھ سے اس بات پر زمانہ”
“شامل نہیں ہے میری فطرت میں سر جھکانا- Rootha Hwa Hai Mujh Se Is Baat Par Zamana
Shaamil Nahi Hai Meri Fitrat Mein Sir Jhukana
- Rootha Hwa Hai Mujh Se Is Baat Par Zamana
- دم آواز میں نہیں الفاظ میں ہونا چاہے”
“اونچا تو ہر کوئی بول سکتا ہے- Dam Aawaz Mein Nahi Alfaaz Mein Hona Chahay
Ouncha To Har Koi Bol Sakta Hai
- Dam Aawaz Mein Nahi Alfaaz Mein Hona Chahay
- کوشش اتنی ہے کوئی روٹھے نہ ہم سے”
“مگر نظر انداز کرنے والوں سے ہم بھی نظر نہیں ملاتے- Koshish Itni Hai Koi Ruthe Nah Hum Se
Magar Nazar Andaaz Karne Walon Se Hum Bhi Nazar Nahi Milataya
- Koshish Itni Hai Koi Ruthe Nah Hum Se
- لاکھ تلواریں بڑھیں آتی ہوں گردن کی طرف
سر جھکانا نہیں آتا تو جھکائیں کیسے- Laakh Chonkey Barheen Aati Hon Gardan Ki Taraf
Sir Jhukana Nahi Aata To Jhukaain Kaisay
- Laakh Chonkey Barheen Aati Hon Gardan Ki Taraf
- ہم ان کو کچھ نہیں سمجھتے”
“جو خود کو بہت کچھ سمجھتے ہیں- Hum Un Ko Kuch Nahi Samajte
Jo Khud Ko Bohat Kuch Samajte Hain
- Hum Un Ko Kuch Nahi Samajte
- احسان یہ رہا تہمت لگانے والوں کا مجھ پر”
“اٹھتی اُنگلیوں نے مجھے مشہور کردیا- Ahsaan Yeh Raha Tohmat Laganay Walon Ka Mujh Par
Uthti Onglyon Ne Mujhe Mashhoor Kardiya
- Ahsaan Yeh Raha Tohmat Laganay Walon Ka Mujh Par
- مجھے نفرت پسند ہے”
“لیکن دکھاوے کا پیار نہیں- Mujhe nafrat pasand hai
Lekin dikhawae ka pyar nahi
- Mujhe nafrat pasand hai
- ضد پہ آؤں تو سانسیں بھی ٹھکرا دوں”
“تو میری جان کس گمان میں ہے- Zid Pay Aon To Sansen Bhi Thukra Dun
To Meri Jaan Kis Gumaan Mein Hai
- Zid Pay Aon To Sansen Bhi Thukra Dun
- عزت کی خاک بھی قبول ہے”
“بھیک کا آسمان بھی نہ لوں- Izat Ki Khaak Bhi Qabool Hai
Bheek Ka Asman Bhi Na Loon
- Izat Ki Khaak Bhi Qabool Hai
- کوئی حساب نہیں چاہیے ہمیں”
“اپنی وفائیں اٹھائیں اور چلتے بنیں- Koi Hisab Nahi Chahya Humain
Apni Wafain Uthay Aur Chalty Bnain
- Koi Hisab Nahi Chahya Humain
- بھولے نہیں اسے اور بھلائيں گے بھی نہیں”
“بس نظر انداز کریں گے اسے اس کی ہی طرح- Bholy Nhei Isay Or Bholain Geay Bee Nai
Bus Nzar Andaz Krin Geay Isay Iski Hi Trhan
- Bholy Nhei Isay Or Bholain Geay Bee Nai
- ہم برے ہے اس میں کوئی شک نہیں”
“پر کوئی برا کہے اتنا کسی کو حق نہیں- Ham buray hay ismay koi shak naahi
par koi bura kahay itna ko koh haq naahi
- Ham buray hay ismay koi shak naahi
- ہماری اوقات دیکھنے کے لیے”
“تمہارے اوقات کا ہونا ضروری بھی ضروری ہے- Hamare aukaat dikhnay kay liye
Tumhaare aukaat ka hoona bhe zaroori hay
- Hamare aukaat dikhnay kay liye
- قید مسلک کی نہیں شرط عقیدے کی نہیں”
“جانے کس وقت وہ کس دل میں محبت رکھ دے- Qaid Maslak Ki Nahi Shart Aqeday Ki Nahi
Jane Kis Waqt Woh Kis Dil Mein Mohabbat Rakh Day
- Qaid Maslak Ki Nahi Shart Aqeday Ki Nahi
- دھوکا دینے کے ہزار طریقے ہیں لیکن سب سے گھٹیا”
“طریقہ محبت اور ہمدردی کا دکھاوا کرنا ہے۔- Dhoka Dainay Ke Hazaar Tareeqay Hain Lekin Sab Se Ghatiya
Tareeqa Mohabbat Aur Hamdardi Ka Dikhawa Karna Hai
- Dhoka Dainay Ke Hazaar Tareeqay Hain Lekin Sab Se Ghatiya
Wrap Up
These are the best collections for attitude poetry in Urdu text that we have gathered here also, we have deep poetry in Urdu that you may also like. Enjoy reading!