Deep poetry refers to a form of poetic expression that delves into profound and complex themes, emotions, or philosophical concepts. It goes beyond surface-level observations and explores the intricacies of human experiences, relationships, and the broader aspects of life. Deep poetry often employs rich imaginary, metaphorical language, and intricate wordplay to convey its messages.
This type of poetry often explored universal truths, existential questions, and the complexities of the human psyche. The best Urdu poetry can range from love, loss, nature and the mysteries of existence, we do have attitude poetry in Urdu but here we will discuss deep poetry only. Let’s get into the blog to know some of the deep poetry couplets.
- آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہربان
بھولے تو یوں کہ گویا کبھی آشنا نہ تھے- Aaey tu yun ky jesay hamesha thy meharban
Bholay tu yun ky goya kabhi ashana na thy
- Aaey tu yun ky jesay hamesha thy meharban
- جہاں ناراضگی کی قدر نہ ہو
وہاں ناراض ہونا چھوڑ دینا چاہیے- Jahan natazgi ki qadar na ho
Wahan naraz hona choor dena chahiya
- Jahan natazgi ki qadar na ho
- میں تجھے ڈھونڈنے یادوں کی کھلی سڑکوں پر
خشک پتوں کی طرح روز بکھر جاتا ہوں- Ma tujhy dhoodnay yadoon ki khuli sarkoon per
Khushk patun ki tarah rooz bekhar jata hun
- Ma tujhy dhoodnay yadoon ki khuli sarkoon per
- امید تو بندھ جاتی تسکین تو ہو جاتی
وعدہ نہ وفا کرتے وعدہ تو کیا ہوتا- Umeed To Bandh Jati Taskeen To Ho Jati
Wada Na Wafa Karty Wada To Kiya Hota
- Umeed To Bandh Jati Taskeen To Ho Jati
- کاش کوئی تو ایسا ہو
جو اندر سے باہر جیسا ہو- Kash Koi Toh Aisa Ho,
Jo Ander Se Bahar Jaisa Ho
- Kash Koi Toh Aisa Ho,
- کوئی سمجھےتو اک بات کہوں
عشق توفیق ہے گناہ نہیں- koi samjay tou ik baat kahon
ishq taufeeq hai gunah nahi
- koi samjay tou ik baat kahon
- خود کو با وضو کیا تیری تصویر سے پہلے
میں نے اس درجہ تیرے عشق کو پاکیزہ رکھا- khud ko ba wazu kiya tere tasweer se be pehle
mai ne es darja tere ishq ko pakeza rakha
- khud ko ba wazu kiya tere tasweer se be pehle
- محبت تب ملتی ہے
جب اس کی تلاش ختم ہو- Muhabbat tab milti hai Jab
Uski Talash khatam ho
- Muhabbat tab milti hai Jab
- محبت کھیل ہے قسمت کا صاحب
یوسف نام رکھ لینے سے زلیخا نہیں ملتی- Muhabbat Khail Hai Kismat Ka Sahib
Yousaf Naam Rekh Lene Se Zolekha Nahi Milti
- Muhabbat Khail Hai Kismat Ka Sahib
- برباد بستوں میں کسے ڈھونڈتے ہو تم
اجڑے ہوۓ لوگوں کے ٹھکانے نہں ہوتے- Barbad bustiyoon may kesay dhoondte ho tum
Ujray howay logon ke thehkanay nahi hotay
- Barbad bustiyoon may kesay dhoondte ho tum
- بچھڑا، تو دوستی کے اثاثے بھی بٹ گئے
شہرت وہ لے گیا مجھے رسوائی دے گیا- Bichara, Toh Dosti Ke Asase Bhi Bat Gaye
Shohrat Wo Le Gaya Mujhe Ruswa De Gaya
- Bichara, Toh Dosti Ke Asase Bhi Bat Gaye
- وہ بچھڑا تو پھر کبھی صبح نہ ہوئی
رات ہی ہوتی گی ہر رات کے بعد- Woh Bichra Toh Phir Kabhi Subah Na Howi
Raat Hi Hoti Gayi Har Raat Ke Baad
- Woh Bichra Toh Phir Kabhi Subah Na Howi
- اب کیا بتائیں ٹوٹے ہیں کتنے کہاں سے ہم
خود کو سمیٹتے ہیں یہاں سے وہاں سے ہم- Ab Kya Bataye Tote Hain Kitne Kahan Se Hum
Khud Ko Sametite Hain Yahan Se Wahan Se Hum
- Ab Kya Bataye Tote Hain Kitne Kahan Se Hum
- مر جائے گی یک طرفہ محبت بھی کسی دن
کب تک کوئی صحراؤں کو سیراب کرے گا- Mar jaye gi yak tarfa mohabbat bhi kise din
Kab tak koi sahraoon ko sahrab kary ga
- Mar jaye gi yak tarfa mohabbat bhi kise din
- زندگی کسی نہ کسی مقام پہ
ہر کسی کیلئے تلخ ہوتی ہے- Zindagi kisi na kisi mukaam pe
har kisi ke liye Talkh hoti hai.
- Zindagi kisi na kisi mukaam pe
- محبت مکمل ملنے کا نہیں
محبت مکمل ہونے کا نام ہے- Muhabat mukamal milne ka nahi
Muhabat mukamal hone ka naam hai.
- Muhabat mukamal milne ka nahi
- یادیں درد، کرب اور
دن میری سالگرہ کا- Yaadain dard, karb or
Din meri salgirah ka.
- Yaadain dard, karb or
- آنا کے مور پہ بکھرے تو ہم سفر نہ ملے
ہم ایک شہر میں رہ کر بھی عمر بھر نہ ملے- Ana ke mor pe bicharey to hum safar na miley
Hum ek shehar me reh kar bhi umar bhar na miley
- Ana ke mor pe bicharey to hum safar na miley
- محبت تھی، مگر یہ بے قراری تو نہ تھی پہلے
الہی آج کیوں یاد آتی ہے بے اختیار اس کی- Muhabat thi, magar ye be qarari to na thi pehley
Ilahi aaj kyuen yaad aati hai be ikhtiari is ki?.
- Muhabat thi, magar ye be qarari to na thi pehley
- اور مجھ سے نہ الجھئے صاحب
ہاتھ جوڑے ہیں، ہار مانی ہے- Or mujh se na uljheye sahib
Hath jorey hain, haar mani hai.
- Or mujh se na uljheye sahib
- وہ بہت مختصر رہا مجھ میں
آنکھ کھلنے سے، بند ہونے تک- Wo bohat mukhtasir raha mujh me
Aankh khulne se, band hone tak.
- Wo bohat mukhtasir raha mujh me
- یقین کیجئیے صاحب
یقین نے ہی مارا ہے- Yaqeen keejiye sahib
Yaqeen ne hi mara hai.
- Yaqeen keejiye sahib
- مٹی کی محبت ہم آشفتہ سروں نے
وہ قرض اتارے ہیں جو واجب ہی نہ تھے
اور پھر اس شخص سے محبت کی قیمت ہم نے اپنی جان گنوا کر ادا کی- Matti ki mohabbat hum a shafta saro nay
Wo qarz bhi utary jo wajib hi na thy
Aur phir us shakhs se mohabbat ki keemat hum nay apni jaan gawa kar ada ki.
- Matti ki mohabbat hum a shafta saro nay
- اندرونی غم باہر کی
جوانی کھا جاتے ہیں
کہ کچھ دکھ ذندگی میں ایسے بھی ملتے ہیں جن کے بعد انسان کبھی سنبھل نہیں پاتا- Andruni ghum bahir ki
Jawani kha jaty hen
Kay kuch dukh zindagi mein aise bhi milte hen jin kay baad insaan kabhi sambhal nahi pata
- Andruni ghum bahir ki
- سب کچھ مل جاتا ہے اس دنیا میں فراز
فقط وہ شخص نہیں ملتا جس سے محبت ہوں
کہ انسان لاکھ چاہے اپنی خواہشات مکمل کرلے مگر محبت کی خواہش ہمیشہ ادھوری رہ جاتی ہے- Sab kuch mil jata hai is duniya mein faraz
Faqt wo shakhs nahi milta jis say mohabbat ho
Kay insaan lakh chahe apni kuwahishat mukamal kar ly magar mohabbat ki khwahish hamesha adhuri reh jati hai
- Sab kuch mil jata hai is duniya mein faraz
Final Thoughts
These are the few couplets that we shared related to deep poetry. It’s the best way to express sad feelings and expressions. If you are reading this poetry because you are angry with your friend then may be after sharing this, you will need a friendship poetry in Urdu 2 lines or 3 lines to balance things. Hope you will like this poetry.